Yaar jo b mila dil jala kar gya
Khaak main meri hasthi mila kar gya
Pyaas jiski sada main bhujatha raha
Zahere-kaatil mujhe wo pila kar gya
Naaz uski wafa per mujhe tha magar
Teer woh b jigar per chala kar gya
Maangta tha sahaara jo hardam mujhe
Besahara mujhe wo bana kar gya
Neend aagosh mein jiski aane lagi
Maut ki neend mujh ko sula kar gya
Aarzoo thi "Yaaro" kisii ki mujhe,
Khawaab mere wahi toh mita kar gya
Ab kisi aur k haath mein tera haath sahi,
Yeh alag baat kabhi ehl-e-rafaqat hum they,
Ab toh khud apni zarurat b nahi hai hum ko,
Woh b din they ki kabhi teri zarurat hum they!!!!
Khaak main meri hasthi mila kar gya
Pyaas jiski sada main bhujatha raha
Zahere-kaatil mujhe wo pila kar gya
Naaz uski wafa per mujhe tha magar
Teer woh b jigar per chala kar gya
Doondta tha kabhi jo mujhe har gali
Aankh wo aaj mujhse bacha kar gya
Maangta tha sahaara jo hardam mujhe
Besahara mujhe wo bana kar gya
Neend aagosh mein jiski aane lagi
Maut ki neend mujh ko sula kar gya
Aarzoo thi "Yaaro" kisii ki mujhe,
Khawaab mere wahi toh mita kar gya
Ab kisi aur k haath mein tera haath sahi,
Yeh alag baat kabhi ehl-e-rafaqat hum they,
Ab toh khud apni zarurat b nahi hai hum ko,
Woh b din they ki kabhi teri zarurat hum they!!!!
1 Comments:
this is super kyonki yehi to asli shayari hai jo dil ko chu jaye
Post a Comment